Tujhko yaad hai wo bata
Bhooli bisri wo jagah
Usmein lipti wo subah
Us ek aangan ko bana
Tu jameen aur aashmaan
Phirta kyun hai yun tanha
Tuhi jo darmiyan hai
Tujhme har aashiyan mein
Karde kam faashle tu woho..
Dastak tu de yahan pe
Sunte hai dar wahan pe
Karde kam faashle jara..
Woho..
Woho..
Woho..
Tu chhod is ziddi ko
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Ajnabi shehro ki tu
Kyun baahon mein soye
Yun ginta sitaare
Majhedaar ki hai aadat
Paas mein hi the
Hamesha kinaare
Tune dil pe tha likha
Tere ghar ka pataa
Sidhe aakcharo mein yun,
Kyun akela is tarah
Bandhe munh ki dooriyan
Udta dil ka patanga
Tuhi jo darmiyan hai
Tujhme har aashiyan mein
Karde kam faashle tu woho..
Dastak tu de yahan pe
Sunte hai dar wahan pe
Karde kam faashle jara..
Woho..
Woho..
Woho..
Tu chhod is ziddi ko
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Track Info*
Song Name – Fakeera Ghar Aaja
Singer – Jubin Nautiyal
Lyrics – Anvita Dutt
Music – Sameer Uddin
Movie – Junglee
Song Label – T-Series
Release Date – 12 March, 2019