[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/qKRoCaaqcF0″][vc_separator][vc_column_text]Sooraj tera gardish mein hai
Dhalte hua keh gaya
Phir laut ke aunga mein
Nazdeek hi hai subah
Gaaye jaa gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun gaaye jaa
Gaaye ja gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun gaaye ja
Gaaye jaa gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun gaaye ja
Apna hi apna kyun keh laya hai
Kaise koi tay karta hai kaun paraya hai
Ek wohi rishta teri kamaai hai
Dard ke pal mein jisne
Tera saath nibhaya hai
Toota hua to kya sitara tu
Kissi ka bann sahara tu..
Gaaye ja gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun gaaye ja
Gaaye ja gaaye ja
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun gaaye ja
Ho aankhon mein rakhna
Sapne tu kal ke
Tujhko lekin un tak jana hoga khud chal ke
Majhdhaaron se tu
Haar nahi jaana
Saahil tujhko
Paana hoga lehron mein dhalke
Hai zindagi wohi jo chalti hai
Yeh girrke hi sambhalti hai[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23000000″ google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Gaye Jaa
- Singer – Shreya Ghoshal
- Lyrics – Amitabh Bhattacharya
- Music – Ajay-Atul
- Movie – Brothers
- Song Label – Sony Music India
- Release Date – 9 July, 2015
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]