[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/g32APL-cQfY”][vc_column_text]Gham diye mustaqil kitna nazuk hai dil
Yeh na jana
Haaye haaye yeh zalim zamana
De uthe daag lau unse aye maah-e-nau
Keh sunana
Haaye haaye yeh zalim zamana
Dil ke hathon se daaman chhudakar
Gham ki nazron se nazrein bachakar
Dil ke hathon se daaman chhudakar
Gham ki nazron se nazrein bachakar
Utha ke woh chal diye
Kehte hi reh gaye hum fasana
Haaye haaye yeh zalim zamana
Koyi meri yeh rooh daad dekhe
Yeh mohabbat ki bedaad dekhe
Koyi meri yeh rooh daad dekhe
Yeh mohabbat ki bedaad dekhe
Phunk raha hai jigar
Pad raha hai magar muskurana
Haaye haaye yeh zalim zamana
Gham diye mustaqil kitna nazuk hai dil
Yeh na jana
Haaye haaye yeh zalim zamana[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Gham Diye Mustakhil
- Singer – K. L. Saigal
- Music – Naushad
- Movie – Shahjehan (1946)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1946
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]