Table of Contents Ghar Aaya Mera Pardesi Song Lyrics |
Om Namah Shivaaye
Om Namah Shivaaye
Om!
Aa.. aa..
Ghar aaya mera pardesi
Pyaas bujhi meri ankhiyan ki
Tu mere man ka moti hai
In nainan ki jyoti hai
Yaad hai mere bachpan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aa.. aa..
Ab dil tod ke mat jaana
Roti chhod ke mat jaana
Kasam tujhe mere ansuan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aa.. aa..
Track Info* |
Track Name | Ghar Aaya Mera Pardesi |
Singer – | |
Music – | Shankar-Jaikishan |
Lyrics – | Shailendra |
Movie – | |
Song Label – | Saregama Music |
Release Date – | 1951 |