Yaar mile hai aaj mere aur samaa
Rangeen duniya ka hai lagta kaarwaan
Ye mauj ki saam, ye mithe jaam
Ye mauj ki saam(dhal na jaaye)
Ye mithe jaam(rukk na jaaye)
Are duniya ko chhoodenge,
Taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon
Swad main swag ka tujhe chata doon
Baith meri gaadi me thoda chipak ke
Base se dhadkan teri badha doon
Are kahan chali jara?
Ruko ruko
Mere dil ki train kare
Chuku chuku
Kaali kaali meri aankhe bole
Tuku tuku
Tore-tore-ktore-katore-katore
Daddy ki najroon me hum
Sabse badi bhool hai
Jawani ki ijjat nahi
Fir bhi bede cool hai
(Fir bhi bede cool hai)
Daddy ki najroon me hum
Sabse badi bhool hai
Kisko hai karna hai proof
Ye sab to fizool hai
Ye mauj ki saam(Param-pa-pam)
Ye mithe jaam(Param-pa-pam)
Are duniya ko chhoodenge,
Taare hum todenge aaj (Auu-auu)
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Gāṇḍō People!
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum-tu-tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Aaiyasi ka swad chata doon tabji to zindigi jiyega tu
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Aaiyasi ka swad chata doon tu-tu-tu-tu
Thoda khauyega, jaan jayega
Samose aur chatni ka bhi maja tujhe aayega
Are mauj ke fariste jisko log hai taraste
Babu saare chene baatun, bahur saara che
Aapni tifiniyan, Khuli aankho ke
Aapni hi duniya me hum
Khoye khoye se rahe
Khuli aankho ke sapno me bhi soye soye se rahe
Aapni hi duniya me hum khoye khoye se rahe
Jaga do hume karlo jitne jatan, apna to funda hai eak my friend
Mauj ki saam
Mithe jaam
Are duniya ko chhoodenge,
Taare hum todenge aaj (Auu-auu)
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Gāṇḍō People!
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Dushman hum aanaj ke
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Ye baat samajh lo tum
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Track Info*
Song Name – Ghar Ke Hai Na Ghat Ke
Singer – Bappi Lahiri, Sameer Uddin, Abhishek Nailwal
Lyrics – Akshay Verma
Music – Sameer Uddin, Abhishek Nailwal
Movie – Mitron
Song label – SonyMusicIndiaVivo
Release Date – 30 Aug, 2018