[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/TuiGiZdpwyk”][vc_column_text]Ho Jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Pyar kabhi bhi marta nahi
Maut se bhi yeh darta nahi
Pyar kabhi bhi marta nahi
Maut se bhi yeh darta nahi
Lut jayenge, mit jayenge, mar jayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastan
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Toot jaaye payal to kya
Paanv ho jaayein ghayal to kya
Toot jaaye payal to kya
Paanv ho jaayein ghayal to kya
Dil diya hai, dil liya hai, pyar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehan
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Main nachungi, main nachungi, main nachungi
Yeh nazar jhuk sakti nahi
Yeh zuban ruk sakti nahi
Yeh nazar jhuk sakti nahi
Yeh zuban ruk sakti nahi
Main kahungi, gham sahungi, chup rahungi kya
Bebas hoon lekin nahi main bezuban
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan main nachungi
Main nachungi, main nachungi, main nachungi
Main nachungi, main nachungi
[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Haa Jab Tak Hai Jaan
- Singer – Lata Mangeshkar
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – R D Burman
- Movie – Sholay (1975)
- Song Label – Universal Music India
- Release Date – 1975
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]