
Hamne Khamoshi Se Tumhen Lyrics
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Hona khabar ab kisi aur ko
Tumhe apna banaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Palkon ki chilman mein
Iss dil ki dhadkan mein
Tumko chhupa ke rakhungi
Khwaabon ke daaman mein
Yaadon ke darpan mein
Tumko basa ke rakhungi
Palkon ki chilman mein
Iss dil ki dhadkan mein
Tumko chhupa ke rakhungi
Khwaabon ke daaman mein
Yaadon ke darpan mein
Tumko basa ke rakhungi
Mudke jahan jab bhi dekha sanam
Bas tumko paaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Dil ke dhadkne se dar mujhko lagta hai
Duniya na yeh jaan jaaye
Chahe jo koyi to chehra chhupa le
Chahat magar chhup na paaye
Dil ke dhadkne se dar mujhko lagta hai
Duniya na yeh jaan jaaye
Chahe jo koyi to chehra chhupa le
Chahat magar chhup na paaye
Apni mohabbat ko maine to
Dil mein kab se chhupaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Hona khabar ab kisi aur ko
Tumhe apna banaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Track Info
- Song Name – Hamne Khamoshi Se Tumhen Lyrics
- Singer – Alka Yagnik
- Lyrics – Sameer Anjaan
- Music – Nadeem – Shravan
- Movie – Majhdhaar (1996)
- Song Label – ℗ 1996 Saregama India Ltd
- Release Date – 1 Dec, 1947
Music Video