Hawa Aane De

Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de

Kaala kaala aashmaan hai
Baadal bhi maila hai
Ghuthta hai dum yahan jo
Dhuaan dhuaan faila hai

Kaala kaala aashmaan hai
Baadal bhi maila hai
Ghuthta hai dum yahan jo
Dhuaan dhuaan faila hai

Factory ho, chemical ho, Chulha ho ya car ho
Pollution ki maar se bachhe kyun bimar ho

Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de

Kyun tu yahan wahan kachra jalaata hai
Maut ka kaala baadal aashman mein chaata hai
Duwan faila ke tu khusiyan manaata hai
Fashle kati kheto mein aag kyun lagata hai

Chal hawa aane de
Jara hawa aane de

Paida hoti hare hare dream’e
Kudrat deti hawa hawa free mein
Humko uska mol nahi hai
Jo bhi humein mile easy mein

Mat ghoom tu aise haari mein
Hawaon ko dekh jagah waari mein
Aisa na ho zindagi khoo jaaye aapni
Bekaar ke is harbadi mein

Chal hawa aane de
Jara hawa aane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de

Chiriyon ko panchiyon ko
Aashman mein aane de
naye naye pedon pe
Unhe ghosle banaane de

Traffic mein aatki saanson ko
Ghar unke jaane de
Jehar ke maut na de aab to
Jeene ke bahaane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa ane de

 

Track Info*

Song Name – Hawa Aane De
Singer – Shaan, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan, Shiamak Davar & Kapil Sharma.
Lyrics – Swanand Kirkere
Song Label – Sony Music India
Release Date – 29 May, 2019

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Weekly Popular