Table of Contents Jaadu Teri Nazar Song Lyrics |
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki ho na jana
Kuch bhi kar jaaonga main deewana
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Faasle aur kam ho rahe hai
Door se pas hum ho rahe hai
Faasle aur kam ho rahe hai
Door se pas hum ho rahe hai
Maang lunga tujhe aasmaan se
Chheen lunga tujhe is jahaan se
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Track Info* |
Track Name | Jaadu Teri Nazar |
Artist – | |
Lyrics – | Anand Bakshi |
Music – | Shiv-Hari |
Movie – | Darr |
Song Label – | Saregama Music |
Release Date – | 1990 |