Jab Haal E Dil Tumse Kehne Ko

[vc_row][vc_column][vc_column_text]Jab haal-e-dil tumse kehne main milne aati hoon
Par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon
Jab haal-e-dil…

Dil to deewana hai maine jana hai
Isliye to tumhein dilbar jana hai
Yoon dil ko kisi tarasaanaa achchhi baat nahin
Sachche premi ko tadpana achchhi baat nahin
Main na dekhoon jab talak tumko na chain paati hoon
Par dekh tera deewanapan…

Yeh ishq nahin aasan bas itna samajh lije
Ik aag ka dariya hai aur doob ke jana hai

Ishq waale kisi aag se na darein
Pyaar ki raah mein bhi mar ke bhi woh chalein
Chaahe kuchh bhi ab ho jaaye tere pyaar mein
Hai pyaar bina rakha bhi kya is sansar mein
Tu yaad aaye jis bhi ghadi mujhko main daudi aati hoon
Par dekh tera deewanapan…

Aahein bharane laga yeh dil-e-bekaraar
Tumse hi zindagi mein aye sanam thi bahaar
Tu chain mera tu pyaar mera o jaan-e-jigar
Mere pyaar tu aye jaan-e-wafa kyon hai bekhabar
Main raat aur din geet bas tere hi gunagunaati hoon
Par dekh tera deewanapan…[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Jab Haal E Dil Tumse Kehne Ko
  • Singer – Alka Yagnik
  • Lyrics – Surendra Sodhi
  • Music – Nadeem-Shravan
  • Movie – Salaami (1974)
  • Song Label – Venus
  • Release Date – 1974

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]