Jab Tak Main Zinda Song Lyrics |
Yaar yeh tumhara dost hai na Chen,
Main isko iske ghar mein ghuske maarunga,
Main isko iske baap ke saamne maarunga,
Main isko police ke saamne maarunga,
Isne mera naam kaise liya?
Mera Naam kaise liya is bharwe ne?
Gussa phir se mere sir pe sawaar ye,
Pyaar se smjhaun per ye dhamki udhaar de,
Lambi lambi choren main yeh main wo,
Ladke tu jo bhi hai pata ni tujhe khoon khuaar main
Yani jab main gusse mein maut ki bhi parwaah ni,
Jab main gusse mein khauf bhi bake daraaa ni,
Galat baya ani kab ki?
Kaha ni tha pbhae badtameez main
Mu me daal mera cadbury
Tujhe kaha ni tha bhae mat aa beeech mein
Dutke dushman karen hamla ekhatte,
(Yea) Sabse akela loon (Tha thao) badla hatke,
Sab ke (thoo) mu sach se karde jhalla kadwe,
(zoo) Nafrat mein phir dushmano ka kaafla bhadke.
Dil sab ke aage rakhdiaaa,
Kambakht yeh bolen mujhe munaafiq waah
Main ne kab yeh kahaake main farishta
Sab kee tarah gunahgaar main mitti ka
Waah be Faidaa den nafrat karne waale baar baar,
5 ko dikhaen unme se fans banen 3 4,
Coilon se den heere dhoondke,
Haaasid bane meremazdoor yeh,
3 saal inse oooper main,
Kaamiyaab in per hassoon main
(Haha)Naraaz aise azaazeel jaise Allah se,
Karen zaleel yeh per izzat wo zaat de,
Raaje ke baad ghere loag main ne sarhaddd paar,
Punjabi daur mein joda Urdu Rap naam ke sath,
Poochen loag ese dil lootega kab tak be?
Maante ni rappers per sach yahi ke
Jab tak main Zinda-Zinda-Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Jab tak main Zinda-Zinda-Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Marne ke baad bhi main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Marne ke baad bhi main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Kabtak main, kabtak main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Rab kabtak main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Wannabe Pakistani Justin Bieber ne mujhe call ki,
Sifaarshi bachha self-made ko dhamki de do kaudi ki,
Saazish karunga Chen ko uske ghar ke aage peetunga,
Mummy daddy bacha cocomojojo kg2 ka!
Tu bus peet mat main bheek maangu is dheet ka tu qatal karwaade,
De dhamkiyan tu baat kheench na yun,
Dus eent maar tu mera sir phatwaade,
Jab Amjab saabri qatal saamne logon ke,
Main toh faqeer paidal miljaunga sadkon pe
Laakhon (Hah) Kamaake (hrrrr)
Khushi se main ghareeb ab,
Tu dhamkiyan de ke naam na le kyun?
Kyunki tu ameer ab?
Zameer Rabb ne kia zinda poora,
Mitti jawaan per main rooh se budha,
Gehre lafz tbhi ammar yeh murda,
Lage duniya koora Nadir afsurda.
Na main gunda per na main shareefon mein,
Pala bara Pak ke takriban dus shehron mein,
Paida main Canada dubai Rashidiya 4 saal tak
Rokega koi kese usey jise rok na sake halaat tak.
Mera naam lagaake apne naam ke saath
Mejaazi khuda banaake apna ghar chalaate
Phir yeh aurat zaat shikaayat lagaake
Pichwaade pee shawk se thappar khaate,
Bhae kaun yeh aurten poochen diwaane,
Bola tou inka Urdu mein khuda main
Maza jee han be kitna maza jee,
Ana mein fana main neeche yeh saare
Karwaade case nikaljaega tab bhi kambakht yeh
Ya darwaaze pee koi marwaade mujhe mere hi ghar kee
Poochen Dushmani karke rahega kab tak – be??
Yeh tou Rabb jaane jabb tak rakhega wo tab tak main
Jab tak main Zinda-Zinda-Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Jab tak main Zinda-Zinda-Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Marne ke baad bhi main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Marne ke baad bhi main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Kabtak main, kabtak main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Rab kabtak main Zinda-Zinda
Zinda-Zinda-Zinda
Track Info* |
| Track Name | Jab Tak Main Zinda |
| Singer – | Chen-K |
| Lyrics – | Chen-K |
| Music – | Chen-K |
| Release Date – | 17 Jan, 2020 |

Wow superb track n awesome lyrics.