Jab tak teri aanch mein
Bund bund main jal na loon
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na loon
Haan mere pass tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere saath tum raho
Jaane ki baat na karo
Woho… hmm… wohoo.. yay..
Jab tak teri aanch mein
Bund bund main jal na loon
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na loon
Haan mere pass tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere saath tum raho
Jaane ki baat na karo
Woho… yay… wohoo.. nanaa.. wo..
Tujhpe saje, khoobsurat lage
Aisa kya doon tujhe?
Aisa kya doon tujhe?
Hathon ki ye lakeere sabhi
Pahna doon tujhe
Pahna doon tujhe
Jab tak meri aankhein
Tera chehra pee na le
Jab tak teri dhun mein
Hum mar na le, jee na le
Haan mere pass tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere saath tum raho
Jaane ki baat na karo
Woho… ho.. wohoo.. nanaa.. ho..
Track Info*
Song Name – Jab Tak(Redux)
Singer – Armaan Malik
Lyrics – Manoj Muntashir
Music – Amaal Mallik
Movie – MS Dhoni
Song Label – T-Series
Release Date – 8 Sept, 2016
