Table of Contents
Jane Jigar Duniya Main Lyrics
Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Shokh adayein mast nigahein
Pyaar bhare dil mein kayi tufan uthayein
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Hey jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Ho saansein teri mehakti hain phoolon ki tarah
Kamar teri lachakti hai jhoolon ki tarah
Saansein teri mehakti hain phoolon ki tarah
Kamar teri lachakti hai jhoolon ki tarah
Arre tu kamaal hai bemisaal hai
Mast mast hirni jaisi teri chaal hai
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Hey jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Arre shokh adayein mast nigahein
Arre pyaar bhare dil mein kayi tufan uthayein
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Naram naram honth tere jab kabhi khulein
Aisa lage chehakne lagi hon bulbulein
Naram naram honth tere jab kabhi khulein
Aisa lage chehakne lagi hon bulbulein
Meri gulbadan uff yeh baankpan
Loot liya loot liya toone jaaneman
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Arre tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Jhoom ke dekhe tu jise khushnaseeb hai
Khushnaseeb woh hai jo tere kareeb hai
Jhoom ke dekhe tu jise khushnaseeb hai
Khushnaseeb woh hai jo tere kareeb hai
Arre muskura zara paas aa zara
Badhane lagi dil ki lagi de dawa zara
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai hey hey
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Track Info
- Song Name – Jane Jigar Duniya Main Lyrics
- Singer – Kishore Kumar, R D Burman
- Lyrics – Gulshan Bawra
- Music – R D Burman
- Movie – Pukar (1983)
- Stars – Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Randhir Kapoor, Tina Munim, Prem Chopra
- Song Label – Universal Music India
- Release Date – 1 January, 1983