Juda na honge hum
Aaja khaaye yeh qasam
Yeh qasam, yeh qasam (x2)
Maana ke musqkil ghadi hai
Diwaane ko dil ki padi hai
Chali aa, chali aa, chali aa
Tu baahon mein aa
Juda na honge hum
Aaja khaaye yeh qasam
Yeh qasam, yeh qasam
Maana ke musqkil ghadi hai
Muhobbat hi sab se badi hai
Teri hu, teri hu teri hi rahungi sada
Juda na honge hum
Aaja khaaye yeh qasam
Haan chaahat ke maare
Do dil diwaane
Ab door na honge
Chaahe ban jaaye sau afsane
Tu hi bataa de kya tu yeh maane
Chaahat mein jeena marna
Jaane to bas tu hi jaane
Kya kah diya toone yara
Tujhsa nahi koyi pyara
Chali aa, chali aa, chali aa
Tu baahon mein aa
Juda na honge hum
Aaja khaaye yeh qasam
Aaja o baahon mein
Dil ki panaahon mein
Meri nigahon mein
Tumhi tum ho chipaun kaise
Chaahat ke mausam hain
Zulfon ke baadal hain
Dil mera paagal hai
Iss pagle ko samjhaun kaise
Tere liye maine jeena
Tere liye ab to marna
Teri hu, teri hu teri hi rahungi sada
Juda na honge hum
Aaja khaaye yeh qasam
Yeh qasam, yeh qasam (x2)
Maana ke musqkil ghadi hai
Diwaane ko dil ki padi hai
Chali aa, chali aa, chali aa
Tu baahon mein aa
- Song Name – Judaa Na Honge Hum
- Singer – Udit Narayan, Sadhana Sargam
- Lyrics – Anand Raj Anand
- Music – Anand Raj Anand
- Movie – Deewana Main Deewana (2013)
- Song Label – T-Series
- Release Date – 2013
[/dt_vc_list]