Meharbani hai taqdeero ki
Jo teri meri raahein yun aake mili hai
Hai ye kahani, un lakeero ki
Jo tere mere haatho ki judd rahi hai

Ek rait ka sehra hoon main
Baarish ki fiza hai tu
Aadha likha ek khat hoon main
Aur khat ka pata hai tu

Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu

Khushnaseebi hai meri aankho ki
Jo tera sapna raaton mein dekhti hai
Khushmizazi hai meri baahon ki
Teri hararat se khud ko senkti hai

Main raat hoon aur chand ke
Surat ki tarah hai tu
Lag ke nahi jo chhut’ti
Aadat ki tarah hai tu

Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paaye
Mere liye kya hai tu

Table of Contents

Track Info*

Track Name –Kaash Unplugged
Singer –
Arijit Singh
Lyrics –Amitabh Bhattacharya
Music –Shankar-Ehsaan-Loy
Movie –The Zoya Factor
Song Label –Zee Music Company
Release Date –18 Sept, 2019