[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/fEl9K8dSyF4″][vc_column_text]Baadlon ke sehre pe lehrati hai
Aanchal woh kabhi
Chanda sharmaye chhup jaaye
Ruk jaaye aise woh kaheen
Bana ke deewana
Kuchh tum, kuchh woh, kuchh zamana

Yeh tanhai hai kaisi rut aayi hai
Juda ho jaaoon main abhi, sanam harjai hai
Gumsum rehti hai yeh, tanha rehti hai
Saat rang dhal ke apna rang badalti hai
Dharti, nadiya, khula aasman

Ajab yeh afsana, kise kya batlana
Samajh na aaye to diyo bas itana kar jana
Har ek dil mein rehti hai aisi armaan koi
Aise pal bhi aa kuchh deke leke jaaye
Soche na kabhi
Zara tum samjhana
Duniya phir aaj chali hai kahaan

Dheere ja, re dheere ja chalta ja ruk nahi
Kaun hai kahan hai bhaiye kisko hai padi
O yeh zamana kaisa aazmana
Kuchh bhi bana ke daastan

Masti se paar hua hai, dil se yaar hua
Samajh ke pyaar jise yeh dil bezaar hua
Ik pal khilti hai yeh, phir murjhaati hai
Kaun jaane kar ke aisa kya dikhlaati hai
Dharti, nadiya, khula aasman

Lehra ke dil behlaye ja, hansna to hai
Ek bahane se bhad ke to
Yeh duniya kuchh nahi
Samajh ke samjhana
Kuchh tum, kuchh hum, kuchh zamana

[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Kaisi Tanhai
  • Singer – Lucky Ali
  • Lyrics – Lucky Ali
  • Music – Lucky Ali
  • Movie – Road Movie (2010)
  • Song Label – Sony Music India
  • Release Date – 2010

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]