Kehti Hai Dil Ki Lagi Song Lyrics |
Kehti hai dil ki lagi
Ho ja tu aaj meri
Kehti hai dil ki lagi
Ho ja tu aaj meri
Haan haan haan main toh hoon deewana tera
Koi bhi bahana tera
Ab na chalega meri jaan
Na na na chhuna na
Pyar mein yoon khona na
Haan hogi ruswaai meri
Achhi nahi zid yeh teri
Kaise samjhaun jaaneja
Na na na chhuna na
Pyar mein yoon khona na
Husn jawaan hai, ishq jawaan hai
Hum dono ko hosh kahan hai
Husn jawaan hai, ishq jawaan hai
Hum dono ko hosh kahan hai
Ik nayi duniya mein kho jaaye
Aao hum tum ek ho jaaye
Hogi ruswaai meri
Achhi nahi zid yeh teri
Kaise samjhaun jaaneja
Na na na chhuna na
Pyar mein yoon khona na
Joh tere dil mein wohi mere dil mein
Pad gayi main toh haaye mushkil mein
Joh tere dil mein wohi mere dil mein
Pad gayi main toh haaye mushkil mein
Thodi si meri majbooriyan hai
Is liye sajna yeh dooriyan hai
Main toh hoon deewana tera
Koi bhi bahana tera
Ab na chalega meri jaan
Na na na chhuna na
Pyar mein yoon khona na
Haan hogi ruswaai meri
Achhi nahi zid yeh teri
Kaise samjhaun jaaneja
Na na na chhuna na
Pyar mein yoon khona na
Main toh hoon deewana tera
Koi bhi bahana tera
Ab na chalega meri jaan
Na na na chhuna na
Haan haan haan na jaana
Track Info* |
| Track Name | Kehti Hai Dil Ki Lagi |
| Artist – | |
| Lyrics – | Vinoo Mahendra |
| Music – | Nadeem- Shravan |
| Movie – | Raju Ban Gaya Gentleman |
| Song Label – | Tips Official |
| Release Date – | 11 May, 1992 |
