Table of Contents
Khochey Pathan Ki Zubaan Lyrics
Wallah.. Wallah..Wallah.. Wallah..
Sab kuchh khuda se maang liya
Ek tujhko hi maang ke
Uthte nahi hain haath mere
Ab is dua ke baad,
Is dua ke baad
(Oye khochey pathan)
(Oye laale di jaan)
Yaaron ke ji yaar hai dildar hai hum
Yaar pe mit jaayenge khuda ki kasam
Ho, Yaaron ke ji yaar hai dildar hai hum
Yaar pe mit jaayenge khuda ki kasam
Jaan de dein, mashallah
Jaan de dein jo tu kare ishaara, oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Ho Allah,
De de re maula, maula re maula yaar ke karam
Reham-o-karam bas tera hai, tera hi bharam
Nazar utha ke koi dekhe
Yeh hai kis mein dam
Khade hain raah mein
Teri deewar ban ke hum
Nazar utha ke koi dekhe
Yeh hai kis mein dam
Khade hain raah mein
Teri deewar ban ke hum
Majaal itni kahan
Jo koi tujhu chhoo le
Meri shamsheer kar de
Uska sar wahin pe kalam
Yaari mein peechhe kabhi hate na kadam
Yaaron pe mit jaayeneg khuda ki kasam
Jaan de dein, mashallah
Jaan de dein jo tu kare ishaara, oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Jara sa katra bhi apni naaw mein rehta hai
Ajeeb lehze mein dariya se baat karta hai
Jara sa katra bhi apni naaw mein rehta hai
Ajeeb lehze mein dariya se baat karta hai
Yeh reh ke paani mein toofan se nahi darta
Khuda bhi yaar ki yaari se pyaar karta hai
Yaari mein peechhe kabhi hate na kadam
Yaaron pe mit jaayenge khuda ki kasam
Jaan de dein, mashallah
Jaan de dein jo tu kare ishaara, oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khuda ke baad mujhko yaar yaari pe aqeeda hai
Bula ke yaar aise mein mujhe tune khareeda hai
Ke yeh sach hai dua maangi to tera saath paya hai
Maseeha ban ke mere sar pe tera haath aaya hai
Main tujh pe jaan luta doonga
To main imaan luta doonga
Aanch aa jaaye yaari pe
To hasti ko mita doonga
Main tujh pe jaan jaan jaan jaan jaan luta doonga
To main imaan maan maan imaan luta doonga
Jaan de dein, mashallah
Jaan de dein jo tu kare ishaara, oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Khochey pathan ki zubaan hai oh yaara
Track Info
- Song Name – Khochey Pathan Ki Zubaan Lyrics
- Singer – Sukhwinder Singh, Shabab Sabri, Meet Bros Anjjan
- Lyrics – Shabbir Ahmed
- Music – Meet Bros Anjjan
- Movie – Zanjeer
- Song Label – T-Series
- Release Date – 2013