Khona Hai Lyrics

“Khona Hai Lyrics” Track Info

[dt_vc_list]

  • Song Name – Khona Hai
  • Artist – Emiway Bantai
  • Produced by – Meme Machine
  • Written by – Emiway Bantai
  • Release Date – 1 Nov, 2020

[/dt_vc_list]

“Khona Hai Lyrics”

Tujhe paana nahi hai agar tujhe khona hai
Tere liye abhi dil mein ek kona hai
Poori raat jaagun mujhe nahi sona hai
Tujhe yaad karke aur nahi rona hai

Tujhe paana nahi hai agar tujhe khona hai
Tere liye abhi dil mein ek kona hai
Poori raat jaagun mujhe nahi sona hai
Tujhe yaad karke aur nahi rona hai

Mujhe aur nahi rona hai
Dil to khilona hai
Samjha is pyar ke baad
Woh gayi maar ke bhaag
Saari pyar ke baat
Raat ke 11 ke baad
Aane lagi teri yaad
Barbaad nahi hona mujhe
Tere peechhe soch ke
Bhale se bistar mein so jaunga
Aansu pochh ke

Jhagde the roz ke phir bhi daboch ke
Rakhha tha tujhko hum kitne close the
Socha nahi tha mujhe jayegi chhod ke
Tu thi jise maine manga tha jod ke hath
Lag gayele vaat mat kar tu baat

Tujhko kya pata
Main kaise bita raha hoon raat
Sab kuchh hai lekin aaj tu nahi hai sath
Tere bina kuchh bhi lag raha ni khas
Kahan pe chali gayi tu nai hai paas
Phir kaise chal rahi hai saans

Tujhe paana nahi hai agar tujhe khona hai
Tere liye abhi dil mein ek kona hai
Poori raat jaagun mujhe nahi sona hai
Tujhe yaad karke aur nahi rona hai

Tujhe paana nahi hai agar tujhe khona hai
Tere liye abhi dil mein ek kona hai
Poori raat jaagun mujhe nahi sona hai
Tujhe yaad karke aur nahi rona hai

Tu chahiye mujhe aur nahi bhi
Baat abhi nahi bachi kahin ki
Mujhko pata hai tu sahi thi
Bas situation sahi nahi thi

Bas gayi thi tab dil mein tha dard
Chehre pe nahi deta yeh mard
Kya hoga iske baad mujhko nahi pata
Bas dil se nikaal diya dar

Dil se nikaal diya sab
Aaye akele akele hi jayenge sab
Kyon khota kis se bhi dil ko laga ke
Jaane ke baad uske rona din bhar

Insan hai halka jigar khud se sambhal
Phas ke nahi reh jaana wahan se nikal
Aaj pareshan hai to hoga tera kal
Pata bhi nahi chalega kab hoga miracle

Haan chehre pe hasi ko leke chal
Samjhna hai to phir dekh idhar
Chahe tu kitna bhi andar se toota hai
Milega sab tujhe rakh sabr

Chehre pe hasi ko leke chal
Samjhna hai to phir dekh idhar
Chahe tu kitna bhi andar se toota hai
Milega sab tujhe rakh sabr

Tujhe paana nahi hai agar tujhe khona hai
Tere liye abhi dil mein ek kona hai
Poori raat jaagun mujhe nahi sona hai
Tujhe yaad karke aur nahi rona hai

Tujhe paana nahi hai agar tujhe khona hai
Tere liye abhi dil mein ek

“Khona Hai Lyrics” Music Video

[vc_video link=”https://youtu.be/UfDjcy7TTJU”]

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Weekly Popular