[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/yxwU80Ro43c”][vc_separator][vc_column_text]Kitna haseen chehra, kitni pyari aankhein
Kitna haseen chehra, kitni pyari aankhein
Kitni pyari aankhein hain
Aankhon se chhalakta pyar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar (x2)
Teri nazar jhuke to shaam dhale
Jo uthe nazar to subah chale
Tu hanse to kaliyan khil jaayein
Tujhe dekh ke hoor bhi sharmayein
Teri bikhri bikhri zulfein
Teri mehki mehki saansein
Teri koyal jaisi boli
Teri meethi meethi baatein
Jee chaahe mera main yunhi
Tera karta rahun deedar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar
Kitna haseen chehra, kitni pyari aankhein
Duniya mein haseen aur bhi hain
Hoga na koyi tere jaisa haseen (x2)
Rangeen jawan mad-hosh badan
Tu husn-o-shabab ka hai gulshan
Tere ang se khusbu barse
Pariyon si sundar kaya
Jo kuchh socha tha maine
Woh sab kuchh tujhmein paya
Teri ek adaa pe main sadke jaaun sau baar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar
Kitna haseen chehra, kitni pyari aankhein
Kitni pyari aankhein hain
Aankhon se chhalakta pyar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaya hoga fursat se tujhe mere yaar[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Kitna Haseen Chehra
- Singer – Kumar Sanu
- Lyrics – Sameer Anjaan
- Music – Nadeem-Shravan
- Movie – Dilwale (1994)
- Song Label – Venus
- Release Date – 1993
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]