Albele din pyare
Mere bichhde sath sahare
Haaye kahan gaye
Haaye kahan gaye
Aankhon ke ujiyare
Meri sooni raat ke taare
Haaye kahan gaye
Koi lauta de mere beete hue din
Koi lauta de mere beete hue din
Beete hue din woh mere pyare palchhin
Koi lauta de mere beete hue din
Koi lauta de mere beete hue din
Mere khwabon ke mahal
Mere sapnon ke nagar
Pee liya jinke liye
Maine jeevan ka zehar
Mere khwabon ke mahal
Mere sapnon ke nagar
Pee liya jinke liye
Maine jeevan ka zehar
Aaj main dhoondhu kahan
Kho gaye jaane kidhar
Aaj main dhoondhu kahan
Kho gaye jaane kidhar
Beete hue din woh haaye pyare palchhin
Koi lauta de mere beete hue din
Koi lauta de mere beete hue din
Ho main akela to na tha
The mere sathi kayi
Ek aandhi si uthi
Jo bhi tha leke gayi
Ho main akela to na tha
The mere sathi kayi
Ek aandhi si uthi
Jo bhi tha leke gayi
Aise bhi din the kabhi
Meri duniya thi meri
Aise bhi din the kabhi
Meri duniya thi meri
Beete hue din woh haaye pyare palchhin
Koi lauta de mere beete hue din
Koi lauta de mere beete hue din
Beete hue din woh mere pyare palchhin
Koi lauta de mere beete hue din
- Song Name – Koi Lauta De Mere Beete Hue Din
- Singer – Kishore Kumar
- Lyrics – Shailendra
- Music – Kishore Kumar
- Movie – Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1964
[/dt_vc_list]