Maano ya na maano kuch toh hai
Tere mere darmiyan ishq toh hai
Maano ya na maano kuch toh hai
Tere mere darmiyan ishq toh hai
Wajah nahi bewajah yeh hai
Tere mere darmiyan kuch toh hai
Oo Maano ya na maano kuch toh hai
Tere mere darmiyan ishq toh hai
Saanson ka bin tere gujara nahi
Pal bhar bhi dil yeh samhalta nahi
Saanson ka bin tere gujara nahi
Pal bhar bhi dil yeh samhalta nahi
Hua kya ishe ?
Koi bata de mujhe
Yeh toh hai ya kuch bhi nahi
Wajah nahi bewajah yeh hai
Tere mere darmiyan kuch toh hai
Oo Maano ya na maano kuch toh hai
Tere mere darmiyan ishq toh hai
Aankhon ko meri jaroorat hai teri
Tere bina meri zindagi ahoori
Hey, Aankhon ko meri jaroorat hai teri
Tere bina meri zindagi ahoori
Rooh ko meri aadat teri
Yeh tu hai ya kuch bhi nahi
Wajah nahi bewajah yeh hai
Tere mere darmiyan kuch toh hai
Woh.., Maano ya na maano kuch toh hai
Tere mere darmiyan ishq toh hai
Maano ya na maano kuch toh hai
Tere mere darmiyan ishq toh hai
Track Info*
Song Name – Kuch Toh Hai
Singer – Yasser Desai & Jyotica Tangri
Lyrics – Rashi Maheswari
Music – Ajay Jaiswal
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 17 Jan, 2019
