[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/95UdAo4JdJI”][vc_separator][vc_column_text]Kuchh to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina (x2)
Kuchh to log kahenge
Kuchh reet jagat ki aisi hai
Har ek subah ki shaam huyi (x2)
Tu kaun hai, tera naam hai kya
Seeta bhi yahan badnam huyi
Phir kyun sansar ki baaton se
Bheeg gaye tere naina
Kuchh to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina
Kuchh to log kahenge
Humko jo taane dete hain
Hum khoye hain in rangreliyon mein (x2)
Humne unko bhi chhup chhup ke
Aate dekha in galliyon mein
Yeh sach hai jhooti baat nahin
Tum bolo yeh sach hai na
Kuchh to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekar ki baaton mein
Kahin beet na jaye raina
Kuchh to log kahenge[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Kuchh To Log Kahenge
- Singer – Kishore Kumar
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – R D Burman
- Movie – Amar Prem (1972)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1972
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]