[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/qSNRKH02xoY”][vc_separator][vc_column_text]Kya janu sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam (x2)
Kya janu sajan
Kaanton mein main khadi
Nainon ke dwar pe
Nis din bahaar ke dekhun sapne (x2)
Chehre ki dhool kya chanda ki chandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
Kya janu sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya janu sajan
Jabse mili nazar maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna (x2)
Dhar li jo pyar se meri kalaiyan
Piya teri ungliyan ho gayi kangna
Kya janu sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam (x2)
Kya janu sajan[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Kya Janu Sajan
- Singer – Lata Mangeshkar
- Lyrics – Majrooh Sultanpuri
- Music – R D Burman
- Movie – Baharon Ke Sapne (1967)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1967
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]