
Laalam Laal Lyrics
Meharbaan-saahebaan humare arkestra ka programme karwaane ke liye
Shukla Gas agency ko tahe-dil se shukriyada karta hun-karta hun!
Pesh-E-khidmat hai Laalam laal gul anaar
Gore gore more saiyan
Kaanse ke katore saiyan
Dekho jab jiya lalchaye
Khidki mundeer chadhi
Naino ke khiladi badi
Dore daale baithi rahi, haaye
Saiyaan ji dabbangg
Aise chhed de palang
Jaise milu jab bichh bichh jaaye
Mantar pukaara karu
Aara utara karu
Saiyaan ko na koi le jaaye
Laalam laal gul anaar
Saiyan har dil ke sardaar
Laalam laal gul anaar
Saiyaan har dil ke sardaar
Jab tak lelu na balleyan
Hargiz ghar se mat nikalna
Saiyaan, ho saiyaan
Ho saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan sire ke glass
Baatein karte first class
(Baatein karte first class)
Saiyaan sire ke glass
Baatein karte first class
Saiyaan ji ke har lafz mein
Dashari ki mithaas
(Dashari ki mithaas)
Saiyaan shayar lachhedaar
Kurte mein lagte gulzar
(Saiyaan shayar lachhedaar
Kurte mein lagte gulzar)
Jab tak lelu na balleyan
Hargiz ghar se mat nikalna
Saiyaan, ho saiyaan
Ho saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
More saiyan ki mehak rahi si saiyan saiyan
More saiyan itra ki sisi saiyan, saiyan
More saiyan ki rakt badaami saiyan, saiyan
More saiyan ki baat kimaami saiyan, saiyan
Saiyan aajkan ke gulab
Ujle taaz ki mehraab
(Ujle taaz ki mehraab)
Saiyan aajkan ke gulab
Ujle taaz ki mehraab
Saiyan ji ki kad-kaathi ka
Saara UP dekhe khwaab
(Saara UP dekhe khwaab)
Pal mein gussa, pal mein pyaar
Sange lad jaati deewar
(Pal mein gussa, pal mein pyaar
Sange lad jaati deewar)
Jab tak lelu na balleyan
Hargiz ghar se mat nikalna
Saiyaan, haaye-haaye-haaye
Ho saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
(Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar
Saiyaan shautano se
Bhare saare UP ke bazaar)
Track Info
- Song Name – Laalam Laal Lyrics
- Singer – Rajnigandha Shekhawat
- Additional Vocal – Sawani Mudgal
- Lyrics – Aseem Ahmed Abbasee
- Music – Pravesh Mallick
- Movie – Kaagaz (2021)
- Song Label – Salman Khan Films
- Release Date – 5 Jan, 2021
Music Video