Juda hum ho gaye maana
Magar ye jaan lo jaana
Juda hum ho gaye maana
Magar ye jaan lo jaana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Tumhe main bhool jaunga
Ye batein dil mein na laana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Tha kaun mera ek tuhi tha
Saanson se jyada jo jaroori tha
Tere liye main kuch nahi lekin
Mere liye tu mera sab kuc tha
Nahi jaana bhulakar ke
Ye batein tum kahte the
Rahi khusiyan nahi meri
Ki tum bhi waqt jaise the
Tumhaara tha, rahega bhi
Kare kya dil hai deewana
Kabhi main yaad aaun to
Chale aana, chale aana
Maine tumhari baat maani hai
Maine manaya dil ko hai kaise
Aab se raho tum khush jahan bhi ho
Mera tumhara tha bhi kya waise
Bhale doori rahe jitni
Nigaaho se nigaaho ki
Magar khwabo ki duniya mein
Milunga tumse roojana
Yahin tak tha safar aapna
Tumhe hai laut ka jaana
Kabhi main yaad aaun to
Chale aana, chale aana
Track info*
Song Name – Chale Aana
Singer – Armaan Malik
Lyrics – Kunaal Vermaa
Music – Amaal Mallik
Movie – De De Pyaar De
Song Label – T-Series
Release Date – 1 May, 2019