Ghungroo Lyrics
In the sun and sand the sea in the night
And i’m feeling alright
And i’m feeling alright
Kyun lamhe kharab kare
Aa galti behisab kare
Do pal ki jo neend udi
Aa pure saare khwab kahe
Kya karne hai umro ke waade
Ye jo rahte hai, rahne de aadhe
Do baar nahi, ek baar sahi
Ek raat ki karle tu yaari
Subah tak maang ke meri baat
Tu aise joor se nachi aaj
Ke Ghungroo toot gaye
Ke Ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise joor se nachi aaj
Ke Ghungroo toot gaye
Ke Ghungroo toot gaye
Dil lena, dil dena jaroori nahi hai
In baaton ke siva bhi baatein kayi hai
Ek lamhe se jyada ki khwahish nahi hai
Phir chahe dobara na milna kahin
Mere sapne nahi sidhe saadhe
Hai galatfehmiyan toh mita de
Do baar nahi, ek baar sahi
Ek raat ki karle tu yaari
Subah tak maang ke meri baat
Tu aise joor se nachi aaj
Ke Ghungroo toot gaye
Ke Ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise joor se nachi aaj
Ke Ghungroo toot gaye
Ke Ghungroo toot gaye
Ishq hai aaj bas kal karna bhi nahi
Dil mein thehra toh hai par utarna bhi nahi
Mitna bhi hai kuch der ke liye
Puri umra tumpe marna bhi nahi
Kya karne hai umro ke waade
Ye jo rahte hai, rahne de aadhe
Do baar nahi, ek baar sahi
Ek raat ki karle tu yaari
Subah tak maang ke meri baat
Tu aise joor se nachi aaj
Ke Ghungroo toot gaye
Ke Ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise joor se nachi aaj
Ke Ghungroo toot gaye
Ke Ghungroo toot gaye
Toot gaye, Ke Ghungroo toot gaye
Toot gaye, Ke Ghungroo toot gaye
Track Info
Song Name – Ghungroo Lyrics
Singer – Arijit Singh & Shilpa Rao
Lyrics – Kumaar
Music – Vishal and Shekhar
Song Label – YRF Music
Movie – War
Release Date – 4 Sept, 2019
Music Video