Duaaon mein daraarein pad gayi hain
Koi kaarigar toh mile jo rafu kar sake
(Rafu kar sake)
Koi toh shikaayatein sune
Ishq mein doob ke,
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Jeet ke sab kuch,
Haan main sab kuch, haareya, haaye
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Jaane kya soch ke yeh
Paani pe lakeerein kheechi
Sab tha saamne par aankh meechi
Chhil gayi saans meri
Hawaaon mein tha kaanch jaise
Barf ko raakh kar gayi aanch kaise?
Main befizool zindagi se ladke,
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Jeet ke sab kuch,
Haan main sab kuch, haareya, haaye
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Song Info*
Song Name – Haareya
Singer – Salim Merchant
Lyrics – Kumaar
Music – Salim-Sulaiman
Album – Lost In Love: A Musical Trilogy
Release Date – 11 Spet, 2019