Aankhein tere chehre se na kabhi hate
Akhir tu bata de ye dil kya kare?
Aankhein tere chehre se na kabhi hate
Akhir tu bata de ye dil kya kare?
Tere ishare bin bole, ishq karte hai bayaan
Tere hawale kar diya hai zindagi ye jaavedaan
Ishq saaf aine ki tarah dikh raha hai teri aankho mein
Oh Ishq saaf aine ki tarah dikh raha hai teri aankho mein
Tere ishare bin bole, ishq karte hai bayaan
Tere hawale kar diya hai zindagi ye jaavedaan
Ishq saaf aine ki tarah dikh raha hai teri aankho mein
Ho, Ishq saaf aine ki tarah dikh raha hai teri aankho mein
Tanha rahun to logon ki nazarein
Meri nazron mein tujhe dhundhti hai
Pyaar ki pahli, pahli barish
Chehre pe aisa asar chhodti hai
Tu is tarah se ban gayi hai in labon ki ek dua
Tere hawale kar diya hai zindagi ye jaavedaan
Ishq saaf aine ki tarah dikh raha hai teri aankho mein
Ho, Ishq saaf aine ki tarah dikh raha hai teri aankho mein
Track Info*
Song Name – Ishq Saaf
Singer – Kumar Sanu & Payal Dev
Lyrics – Shabbir Ahmed
Music – Meet Bros
Song Label – MB Music
Release Date – 30 Oct, 2019