Chahun tujhe dil ye kahe
Chahe saans rahe na rahe
Chahun tujhe dil ye kahe
Chahe saans rahe na rahe
Tum bhi yahi ek baar kaho
Maine socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Kabhi socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Maine socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Kabhi socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Tere jism se aage jaana hai
Teri rooh ko chukar aana hai
Aa, Tere jism se aage jaana hai
Teri rooh ko chukar aana hai
Ek pal ka ishq nahi hai ye
Janmo tak tujhko paana hai
Tum bhi yahi ek baar kaho
Maine socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Kabhi socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Maine socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Kabhi socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Tera zikra hai meri baaton mein
Toh din ki tarah hai raaton mein
Haan, Tera zikra hai meri baaton mein
Toh din ki tarah hai raaton mein
Bas naam tera hi leti hai
Jo lakeer hai mere haatho mein
Is baat ka tum itnbaar karo
Maine socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Kabhi socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Maine socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Kabhi socha na ho “Itna Pyaar Karo”
Track Info*
Song Name – Itna Pyaar Karo
Singer – Shreya Ghoshal
Lyrics – Kumaar
Music – Shamir Tandon
Movie – The Body
Song label – T-Series
Release Date – 13 Dec, 2019