Toh aaj yaar ghar pe ye bol do
Aayenge der se fikre sab chhod do
Aaj haq se duniya ko bhool ke
Hum jo karne chale galti woh jod lo
Toh aaj yaar kuch lamho ke liye
Bigdi raaho pe tum pairo ko mod do
Aaj haq se duniya ko bhool ke
Jitne hai kaayde wo saare tod do
Ho khulle ground mein aake
Uncha sound baja ke
Red wala colour laga ke
Nachenge Hero bankar
Ho Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
Hum aaye ban-than kar
Ke mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
Ho Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
Thumke khile geele sur sunke
Paari vaari in jamke
Aaja desi kamar pe thumke uchaal de
Oh saare sharmana aaj shadd de
Jara jara nasha karke
Jitni bhi hai sharam dil se nikal de
Apne hi sharto pe nachna
Aaj rango koi nai bachna
Kal subah tak aab nai thakna re ho..
Ho-Toh-Toh,
Round laga ke, 100-100 pound uda ke
Ho vilayati bhaang chadha ke
Nachenge Hero bankar
Ho Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
Hum aaye ban-than kar
Ke mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
Ho Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshan-
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshan-
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshan-
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
(Jai Jai Shiv-Jai Jai Shiv)
Jai jai Shivshan-
Jai jai Shivshan-
Jai jai Shivshan-
Jai jai Shivshankar
Aaj mood hai bhayankar
Rang udne do
Rang udne do
Track Info*
Song Name – Jai Jai Shivshankar
Singer – Vishal Dadlani, Benny Dayal
Lyrics – Kumaar
Music – Vishal and Shekhar
Movie – War
Song Label – YRF
Release Date – 21 Sept, 2019