Janmo janam ka tujhse rishta mera
Marke bhi honge na hum tujhse juda
Paane ki tujhko ki hai humne khata
Aab jo bhi duniya chahe dede saza
Janmo janam ka tujhse rishta mera
Marke bhi honge na hum tujhse juda
Paane ki tujhko ki hai humne khata
Aab jo bhi duniya chahe dede saza
Jab bhi likhega, tujhe hi likhega
Meri taqdeer mein mera Khuda
Janmo janam ka tujhse rishta mera
Marke bhi honge na hum tujhse juda
Lafzo ki dharti banjar, ugte hai kakkar pathar
Sachhe jazbe mere, jazbe ko dede paani
Aankho ko padhle aaja, dhadkan mein sunle aaja
Mahsoos karle jaana, is dil ki bejubani
Khamosi ki pakon par har aansu ek kahani
Khamosi ki pakon par har aansu ek kahani
Tootenge jab ye aansu hogi sada
Gunjegi aahon se ye saari faza
Janmo janam ka tujhse rishta mera
Marke bhi honge na hum tujhse juda
Tera mera ye rishta hai aashman pe likha
Na iska naam koi, na iska koi chehra
Todd ke saare dhaage nikle hado se aage
Deewangi ki khatir humne chuna hai sehra
Humtum behta paani hai, paani pe kiska pahra
Humtum behta paani hai, paani pe kiska pahra
Azaad fitrat apni, jaise hawa
Marzi se apni barshe, jaise ghata
Janmo janam ka tujhse rishta mera
Marke bhi honge na hum tujhse juda
Jab bhi likhega, tujhe hi likhega
Meri taqdeer mein mera Khuda
Janmo janam ka tujhse rishta mera
Marke bhi honge na hum tujhse juda
Track info*
Song Name – Janmo Janam
Singer – Yasser Desai
Lyrics – Shakeel Azmi
Music – Nayeem – Shabir
Movie – Ghost
Song label – Zee Music Company
Release date – 30 Sept, 2019