Mere dil mein teri dhadkane thi
Mujhe ko na aayi nazar
tera ishq mujhme saans le raha tha
Mujhko hui na khabar
Mere alawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Mere alawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Tere baad tujhko hum dhundhte hai
Raaho se tera pata puchte hai
Milte hai jo pyar mein aansu
Rab jaane kyun nahi sukhte hai
Dooriyan ye teri chune lagi to
Jeene se dil mera darda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
hathon mein aab tera haath nahi hai
Lagta lakeere saath nahi hai
Tere bina dekha hai mahssos karke
Jeene mein aab wo baat nahi hai
Saamne tu hai
Saamne main hoon
Phir jaane kaisa parda hai
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Mere alawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Track Info*
Song name – Mujhe Kaise Pata Na Chala
Singer – Papon
Lyrics – Kumaar
Music – Meet Bros
Song Label – MB Music
Release Date – 5 Dec, 2018