Tujhe Rab Mana

Released on:

Views:

Table of contents

- Advertisement -
[vc_video link=”https://youtu.be/ijpu5Pw_e7I”]

Lamba safar hai, humko kya darr hai
Hanste hanste katt jaayega
Pairo mein tere, kaanta cubhe toh
Dard ye baatein batt jaayega

Tu jo kahe toh tere liye main
Haar jaun hazaar jahaan
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe Rabb maana

Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe Rabb maana

- Advertisement -

Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tuhi khada
Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tuhi khada

Mere liye duniya se tuhi lada
Tu jo kahe toh kadmo mein tere
Main bicha dunga sau aashman

Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe Rabb maana

Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe Rabb maana

Teri mohabbat, teri yaari ki kasham li maine
Teri hifaazat ke naam ye saansein ki maine

- Advertisement -

Tuhi raashta mera pata
Tujhse juda main laapata
Ek tu meri pehchaan hai
Tujhse juda main laapata, main laapata

Tu jo kahe toh seh lunga yaara
Hans hans ke main saare tufaan

Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe Rabb maana

Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe Rabb maana

Track Info*

Track Name – Tujhe Rab Mana
Singer –
Rochak Kohli Ft Shaan
Lyrics – Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
Music – Rochak Kohli
Movie – Baaghi 3
Song Label – T-Series
Release Date – 7 March, 2020
- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising