Yaadon ke purane Album mein
Chupake rakhe hai humne woh din
Gullak mein padi chawanni si
bacha ke rakhe hai humne woh din
Na kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur dosto se udhaar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Bigde huye insaan the
Saitaan ki sultaan the
Hmm, lekin brother jo bhi kaho
Woh yaar hi toh jaan the
College ki kudi se karne
Aankhein chaar ke din the
Aaye zindagi mein
Pahle pahle pyaar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Karna mana the kaam jo
Humne kiya har kaam woh
Jinki nahi thi permission
Saare kiye intejaam wo
Bedham harkaton ke bhoot sar pe
Sawar ke din the
hadd karne ke yaaron aar ya phir
Paar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Kharbujo ko kharbujo ki mili si sangat ke
Apne woh din
Jivan pe nayi jawani ki chadi si sangat ke
Apne woh din
Yaad hai filmo ke purane
R.D. Burman ke wo gaane
Band ke, keybord ke
Aur guitar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Track Info*
Song Name – Woh Din
Singer – Tushar Joshi
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Music – Pritam
Song Label – T-Series
Release Date – 31 Aug, 2019