Main chahun tujhe kisi aur ko tu chahe yaara
Ab pyaar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar karun main yaar tujhe inna saara
Ek janam hai kya? sau janam bhi hai tujhpe vaara
Harpal har dua mein,
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau-sau baar karte hai
Mile har janam tuhi humko
Yahi fariyaad karte hai
Jab sochun tujhe sochun yahi kaam karte hai
Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hai
Tere door jaane se din raat darte hai
Tere door jaane se din raat darte hai
Main chahun tujhe kisi aur ko tu soche yaara
Ab pyaar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar tujhe karte hai hum inna saara
Ek janam hai kya? sau janam bi hai tujhpe vaara
Harpal har dua mein,
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau-sau baar karte hai
Mile har janam tuhi humko
Yahi fariyaad karte hai
Keh diya sabkuch par kuch toh baaki hai
Mujhko toh teri ek nazar hi kaafi hai
Jisme hai tu raazi usme hi main raazi
Main dekhun tujhe kisi aur ko dekhe yaara
Ab pyaar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar tujhe karte hai hum inna saara
Ek janam hai kya? sau janam bi hai tujhpe vaara
Harpal har dua mein,
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau-sau baar karte hai
Mile har janam tuhi humko
Yahi fariyaad karte hai
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau-sau baar karte hai
Mile har janam tuhi humko
Yahi fariyaad karte hai
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau-sau baar karte hai
Mile har janam tuhi humko
Yahi fariyaad karte hai
Track Info*
Song Name – Yaara
Singer – Mamta Sharma
Lyrics – Bad-Ash
Music – Bad-Ash
Song Label – One Music Originals
Release Date – 22 July, 2019