[vc_row][vc_column][vc_column_text]Main dekhu tumhe tum na dekho
Itni bhi sharaarat theek nahin (x2)
Taali do hath se bajti hai
Taali do hath se bajti hai
Ek tarfa mohabbat theek nahin
Main dekhu tumhe tum na dekho
Itni bhi sharaarat theek nahin
Tum chaaho mujhe main na chahoon
Aisi bhi chaahat theek nahin
Taali do hath se bajti hai
Taali do hath se bajti hai
Ek tarfa mohabbat theek nahin
Tum chaaho mujhe main na chahoon
Aisi bhi chaahat theek nahin
Bandh sake jo dil ko mere
Tu aisi zanjeer nahin
Bandh sake jo dil ko mere
Tu aisi zanjeer nahin
Cheer sake jo seena mera
Aisa koyi teer nahin
Jao deewani, ladki sayani
Khud pe qayamat theek nahin
Tum chaaho mujhe main na chahoon
Aisi bhi chaahat theek nahin
Taali do hath se bajti hai
Taali do hath se bajti hai
Ek tarfa mohabbat theek nahin
Tum chaaho mujhe main na chahoon
Aisi bhi chaahat theek nahin
Chanda bina bekar hai kirnein
Khusboo nahin to phool hain kya
Chanda bina bekar hai kirnein
Khusboo nahin to phool hain kya
Din ke bina hai raat adhoori
Sawan nahin to kya ghata
Tauba qasam se, apne sanam se
Itni adaawat theek nahin
Main dekhu tumhe tum na dekho
Itni bhi sharaarat theek nahin
Taali do hath se bajti hai
Taali do hath se bajti hai
Ek tarfa mohabbat theek nahin
Tum chaaho mujhe main na chahoon
Aisi bhi chaahat theek nahin
Taali do hath se bajti hai
Taali do hath se bajti hai
Ek tarfa mohabbat theek nahin
Main dekhu tumhe tum na dekho
Itni bhi sharaarat theek nahin
Tum chaaho mujhe main na chahoon
Aisi bhi chaahat theek nahin[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Info” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Main Dekhu Tumhein
- Singer – Udit Narayan, Alka Yagnik
- Lyrics – Sameer Anjaan
- Music – Anand-Milind
- Movie – Suhaag (1994)
- Song Label – Tips Music
- Release Date – 1994
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]