Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rahna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabo mein aate rahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Kisi roz barish jo aaye
Samajh lena bundon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kisi roz barish jo aaye
Samajh lena bundon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kuch kahoon ya na kahoon
Tum mujhko sada sunte rahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Hawao mein lipta hua main
Gujar jaunga tumko choo ke
Agar man ho toh rokk lena
Thehar jaunga in laboon pe
Aa..
Hawao mein lipta hua main
Gujar jaunga tumko choo ke
Agar man ho toh rokk lena
Thehar jaunga in laboon pe
Main dikhun ya na dikhun
Tum mujhko mahsoos karna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Bas etna hai tumse kahna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rahna
Track Info*
Song Name – Main Rahoon Ya Na Raho
Singer – Armaan Malik
Lyrics – Rashmi Virag
Music – Amaal Mallik
Song Label – T-Series
Release Date – 24 Nov, 2015