Main teri yaadon mein khooya
Main teri yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khooya
Main teri yaadon mein uljha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na raha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na raha
Shaamo sehar kaise lagte zehar jaise
Tere bagair aise, woho
Socha nahi kaise hoon darbadar jaise
Hogi basar aise, woho
Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai saza meri
Samjha rahi ha ye dooriyan
Teri meri nazdeekiyan
Haan teri yaadon ke gum hai
Hai teri yaadon ki khusiyan
Haan teri yaadon ke gum hai
Hai teri yaadon ki khusiyan
Tere bin jeena kya mera?
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera?
Tere bin main, main na raha
Sabko khabar hai ye meri sehar hai tu
Kya bekhabr hai tu, woho
Itni jara si toh haan hai tujhe kahni
Kahde nazar se tu, woho
Kya itni hai majbooriyan
Kyun itni na manjooriyan
Ek muktasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka saath hai
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein sooya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein sooya
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Track Info*
Song Name – Main Teri Yaadon Mein
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Subrat Sinha
Music – Himesh Reshammiya
Movie – Sanam Teri Kasam
Song label – Eros Now
Release Date – 7 Jan, 2016