Ashqo mein hai yaadein teri
Bheengi-bheengi raatein meri
Gum hai kahin, raahein meri
Main tere ishq mein gumraah hua
Main tere ishq mein gumraah hua

Main woh chand jiska
Tere bin na koi aashman
Main woh chand jiska
Tere bin na koi aashman

Meri duwaon mein hai mannat teri
Tujhko padha hai tu hai aayat meri
Jannat tuhi hai tu hona na door
Azmat hai tujhse tuhi hai mera noor

Dil ki salaakhe kaid rakhe hai
Jaise parinda koi, haan koi
Ashqo mein hai yaadein teri
Bheengi-bheengi raatein meri
Gum hai kahin, raahein meri
Main tere ishq mein gumraah hua
Main tere ishq mein gumraah hua

Main woh chand jiska
Tere bin na koi aashman
Main woh chand jiska
Tere bin na koi aashman

Veeraniyon ka dil mein laawa jale
Angaro ke saaye mein harpal khale
Furkat ka lamha phir se aaye na
Is se rehaayi dede aye mere Rab

Dil ke taar bandhe hai aise
Jaise bandhi bediyan, bediyan

Ashqo mein hai yaadein teri
Bheengi-bheengi raatein meri
Gum hai kahin, raahein meri
Main tere ishq mein gumraah hua
Main tere ishq mein gumraah hua

Main woh chand jiska
Tere bin na koi aashman
Main woh chand jiska
Tere bin na koi aashman

Table of Contents

Track Info*

Song Name –Main Woh Chaand
Singer –Darshan Raval
Music –Himesh Reshammiya
Lyrics –Sameer Anjaan
Movie –Teraa Surroor
Song Label –T-Series
Release Date –29 Jan, 2016