Manjha Lyrics
Hai manjha tera tez
Yeh dil ki patang ko kaate haaye
Tujhi se kat ke yeh
Gire teri chhat pe aake haaye
Hai manjha tera tez
Yeh dil ki patang ko kaate haaye
Tujhi se kat ke yeh
Gire teri chhat pe aake haaye
Meri jaan chali jaaye hai
Tu jo mud ke dekhe haaye
Tujhi se kat ke yeh
Gire teri chhat pe aake haaye
Hai manjha tera tez
Yeh dil ki patang ko kaate haaye
Titli thi main baawri si
Idhar kabhi udhar kabhi
Kaise aa thehri teri chhat pe aake haaye
Manmaaniyon se hain nazaare
Kya darmiyaan hain yeh humare
Ho manmaaniyon se hain nazaare
Kya darmiyaan hain yeh humare
Dil kaagaz ka ek panchhi
Tu ambar saara haaye
Tujhe jo dekhe to
Yeh phurr phurr udd he jaaye haaye
Hai manjha tera tez
Yeh dil ki patang ko kaate haaye
Tujhi se kat ke yeh
Gire teri chhat pe aake haaye
Hai manjha tera tez
Yeh dil ki patang ko kaate haaye
Tujhi se kat ke yeh
Gire teri chhat pe aake haaye
Track Info
- Song Name – Manjha Lyrics
- Singer – Vishal Mishra
- Backing Vocals – Deeksha Verma, Harneek Kaur, Ayushi & Eshaa
- Lyrics – Vishal Mishra & Akshay Tripathi
- Music – Vishal Mishra
- Starring – Aayush Sharma & Saiee Manjrekar
- Song Label – ℗ 2020 Desi Music Factory
- Release Date – 16 march, 2020
Music Video