Wo jo kabhi,
Shardiyon mein dhoop si thi
Garmiyon mein chanw si
Maujoodgi teri kahan gayi ?

Wo patjhar ke maushmo mein
Ek hariyali si jo laayi thi
Wo barishe kahan chali gayi?

Aab aake meri
Tujhe dhundha kare
Tu mile na aagar toh ye roya kare

Faashle ye kam karun
Main kisi tarah
Dard mein marhar banun
Main kisi tarah

Faashle ye kam karun
Main kisi tarah
Dard mein marhar banun
Main kisi tarah

Mere maathe pe silwate jo hai
Aake inhe mita doo na
Aansoo mere bhatakte-firte hai
Aake inhe panaah do na

Kuch kami si hai
Kuch nami si hai
Aansuon se bhara hoon main
Band teri ye aankhein jabse hai
Saans roke khada hoon main
Saans roke khada hoon main

Zakham ko tere bharun
Main kisi tarah
Dard mein marhar banun
Main kisi tarah

Jin deewaro ko saath mein mere
Milke tune sajaya tha
Un deewaro pe rang hi nahi
Jo kabhi tera shaaya tha

Mere aangan mein
Ek hansi teri jab kabhi bhi khanakti thi
Lamb sabhi door hote the mere
Saari khusiyan mahakti thi
Saari khusiyan mahakti thi

Saath mein hardam rahun
Main kisi tarah
Dard mein marhar banun
Main kisi tarah

 

Track info*

Song Name – Marham
Singer – Sonu Nigam
Lyrics – Abhendra Kumar Upadhyay
Music – Vibhas
Song Label – T-Series
Release Date – 30 Jan, 2019