Bewajah tarapte hai
Bewajah roote hai
Jo sgok manaate hai
Wo kaayar hote hai
(Wo kaayar hote hai)
(Wo kaayar hote hai)
Main lutf uthaata hoon mere barbaad hone ka
Na khushi hai mujhko paanay ke, na dard khone ka
Main lutf uthaata hoon mere barbaad hone ka
Na khushi hai mujhko paanay ke, na dard khone ka
Hai ye duniya kambakht badi, pehle se tha pata
Jo kuch bhi huwa hai saath mere us mein hai meri khata
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha-
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha-
(Saala mujhe hi to marne ka shoq tha)
Ishq tha khatmal, kaat raha tha
Kab se mere dil mein
Wafa ka chehra dhundh raha tha
Harjaayi mehfil mein
Dil toota, nakaam huwa
Yahan wahan badnaam huwa
Par aaya bara mazaa
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha-
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha-
(Saala mujhe hi to marne ka shoq tha)
Jaan boojh ke kuda tha
Main to maut ki khaayi mein
Mujh ko kuch nahi kehna hai
Ab to meri safaayi mein
Jo hona hai wo hona hai
Phir kis baat ka rona hai
Sab hai mujhe pata, jaane de
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha-
Marne ka shauk tha mujhe
Marne ka shauk tha-
(Saala mujhe hi to marne ka shoq tha)
Track Info*
Song Name – Marne Ka Shauk
Singer – Papon, Krishna Beura
Lyrics – Sameer
Music – Shamir Tandon
Movie – Daas Dev
Song label – Zee Music Company
Release Date – 21 Feb, 2019