Chal chalein chhod ke ye jahan hum wahan
Jahan doori na ho faashle
Jo na aagar saari duniya se ho bekhabar
Har pahar chahaton mein kate
Teri meri ye kahani
Duniya ne hai ek din sunani
Rahni hai, Rahni hai teri meri sada
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Ho naye saare nazaare
Pyar ke chamke sitaare
Har khushi humko pukaare
Gum ho dhuan
Mastiyan lamhe lutaaye
Raashte sab jhoome gaaye
Baant le hum ek duje ki tanhaiyaan
Teri meri ye kahani
Duniya ne hai ek din sunani
Rahni hai, Rahni hai teri meri sada
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Aashiqui socho pe barshe
Milne ko na roohe tarshe
Dhadkane yun milke dhadke
Na ho juda
Pyar ki sab kaliyan chun le
Bin kahe batein sab sun le
Palkon se hum sapne bun le
Beintehaan
Teri meri ye kahani
Duniya ne hai ek din sunani
Rahni hai, Rahni hai teri meri sada
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Mashookiyan, Mashookiyan, Mashookiyan
Track info*
Song Name – Mashookiyan
Singer – Sibte Hassan
Lyrics – Irfan Saleem & Sibte Hassan
Music – Sibte Hassan
Song Label – Indie Music Label
Release Date – 13 Jan, 2019
