[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/hNd3NRbfJ8U”][vc_separator][vc_column_text]Mausam ka takaza hai
Hum toot ke pyaar karein
Duniya waale chaahe iqraar karein
Chaahe inkaar karein

Mausam ka taqaza hai
Hum toot ke pyaar karein
Duniya waale chaahe iqraar karein
Chaahe inkaar karein

Hey hey.. yeh kaisi masti hai
Haye haye.. saare mastaane bante jaate hain
Gulshan gulshan afsaane
Afsaane bante jaate hain
Kaliyon ke chatakne se
Bhanwre deewane bante jaate hain
Phoolon ka ishara hai
Hum toot ke pyaar karein
Duniya waale chaahe iqraar karein
Chaahe inkaar karein

Hum kitne paas chale aaye
Hum kitne paas chale aaye
Thodi si mulaqaton mein
Darti ho ya sarmaati ho
Do haath hamaare hathon mein
Tum apne dil ki baat karo
Mat aao meri baaton mein
Haye is dil ka iraada hai
Hum toot ke pyaar karein
Duniya waale chaahe iqraar karein
Chaahe inkaar karein

Har daulat kisi ulfat se hai kam
Aur kisi ko naa denge
Yeh apni khushiyaan yeh apne gham
Aur kisi ko naa denge
Yeh din, yeh raatein, yeh shaamein
Hum aur kisi ko naa denge
Yeh waqt hamara hai
Hum toot ke pyaar karein
Duniya waale chaahe iqraar karein
Chaahe inkaar karein

Mausam ka takaza hai
Hum toot ke pyaar karein
Duniya waale chaahe iqraar karein
Chaahe inkaar karein[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Mausam Ka Taqaaza
  • Singer – S. P. Balasubrahmanyam, Asha Bhosle
  • Lyrics – Anand Bakshi
  • Music – Laxmikant Pyarelal
  • Movie – Andha Kanoon (1983)
  • Song Label – Saregama Music
  • Release Date – 1983

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]