Mera dil tere liye dhadakta hai oo..
Dhadakta hai..
Dekhun jo tujhe to ye dil bahekta hai.. Hoo..
Bahekta hai..
Jara pass aa tere lab chum loon
Main kya chahti hoon main kaise kahoon
Jara pass aa tere lab chum loon
Main kya chahti hoon main kaise kahoon
Sameto na bahon me ye gora badan
Bujhegi bhala kaise dil ki aagan
Koi shola seene me bhadakta hai Hoo..
Bhadakta hai…
Oo naya dard hai ye to nayi pyash hai
Jawani ka pehla aahsas hai
Naya dard hai ye to nayi pyash hai
Jawani ka pehla aahsas hai
Mohabbat ka dil pe nasha chaa gaya
Kuch bhi ho jaanam maaja aagaya
Ki aab dil samhaal lena, samhalta hai Oo..
Samhalta hai..
Mera dil tere liye dhadakta hai oo..
Dhadakta hai..
Track info*
Song Name – Mera Dil Tere Liye Dhadakta Hai
Singer – Anuradha Paudwal & Udit Narayan
Lyrics – Sameer
Music – Nadeem-Shravan
Movie – Aashiqui
Song Label – T-Series
Release Date – 17 August 1990
