Wo rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere honth ke rang se hubahu

Wo khusbu kya khusbu
Thehre na jo teri saanwli julf ke rubaru

Tere aage ye duniya hai finki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Aab ye jahir sare aam hai, Ailaan hai

Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main

Thoda sa jiddi hoon
Thoda paagal bhi hoon main

Barkha Bizli, Baadal juthe
Juti Phulon ki saugaate
Sachchi tu hai, sachcha main hoon
Sachchi apne dil ki baten

Daskhat hathon se hathon pe karde tu
Na kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna bada kaam hai, Ailaan hai

Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Mere hi gheere mein ghumegi harpal tu aise
Suraj ke gheere mein rahti hai dharti jase
Payegi tu khudko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa

Tukde kar chahe khabo ke tu mere
Tutenge bhi to rehme hai wo tere
Tujhko bhi to ye ilhaam hai, Ailaan hai

 

Track Info*

Song Name – Mere Naam Tu
Singer – Abhay Jodhapurkar
Lyrics – Irshad Kamil
Music – Ajay-Atul
Movie – Zero
Song label – T-Series
Release date – 22 Nov, 2018