Table of Contents Meri Baat Sun Song Lyrics |
Meri baat, baat sun ayy
Meri baat, baat sun beta
Meri baat, baat sun ayy
Meri baat sun sun meri baat ayy
Jab bhi sunta hoon beat
Mujhe chadhti hai maata
Nakli Rapperon ke baarish mein
Gaana mera chaata
Jab bhi karta hoon Rhyme
Ek verse ban jaata
Jo bhi beeta hai mujhpe
Wo gaana ban jaata
Haan main karta hoon baatein
Sirf karta hoon grind
Rab ne chaha toh
Yaar tera bhi karega shine
Har mushkilein face karta hoon
Rakh ke smile
Meri zindagi hai jaise
Theory of Einstein
Flow hua change, meri baatein hai lame
Jaisa kal tha main aaj bhi waisa hi bilkul sane
Kehne ko keh doon ki main hoon ek Rapper
Par na aukaat ki aukaat ki pehnu gold chain baby
Jab bhi hota kuch bura bhala mere sang
Main kehta hoon that’s new
Log kehte hai expressive ban
Par baat karne ke liye log few
Har birthday ke saath
Badhte jaa rahi Party dene ki count
Paise ki kami ki wajah se
Party reh jaati due, ayy
Meri baat, baat sun ayy
Meri baat, baat sun beta
Meri baat, baat sun ayy
Meri baat sun sun meri baat beta
Meri baat, baat sun ayy
Meri baat, baat sun beta
Meri baat, baat sun ayy
Meri baat sun sun meri baat beta
Jo hota hai bazaron mein
Wo bikhta akhbaaron mein
Jo chapta hai kinaaro mein
Wo bikta hai kitaabon mein
Jo aaj tere saath wo kal kisi aur ka
Jo aaj tere paas wo kal door tujhse hoga
Meri baat nahi sunte toh ab sun lo
Beat chhodo shabdon pe mere dhayan tum do
Har shabd mere bayaan karte kahaniyan
Par chhodo tum kahan meri baat sunoge
Meri baat jab aati logo ke bante shakal
Sab kehte mere papa se beta gaya fisal
Bank PO karke bolo ho jaaye usko settle
Naukri kare bhale sapno ki ho jaaye katal
Nahi sunta main apne toh baap ki
Agar suna toh kal khud se mangunga main maafi
Ki kyun na try kara kuch bada karne ka
Warna aaj mera baap bhi pahanta nike
Chalo chhodo jaane do meri baaton ko chhodo
Apni andar ki awaaz se tum khud jaa ke pucho
Har waqt kisi aur ke hisaab se kyun jeena
Kabhi tum bhi toh khud ki man ki baaton ko suno ayy
Meri baat, baat sun aye
Meri baat, baat sun beta
Meri baat, baat sun aye
Meri baat sun sun meri baat aye
Meri baat, baat sun aye
Meri baat, baat sun beta
Meri baat, baat sun aye
Meri baat sun sun meri baat beta
Track Info* |
Track Name | Meri Baat Sun |
Artist – | |
Lyrics – | Safal |
Music – | Safal |
Release Date – | 6 Jan, 2020 |