Ooo nagi, nagri fira musafir
Ghar ka rasta bhool gaya..
Kya hai tera.., kya hai mera
Apna paraya bhool gaya..

Kaise din the, kaisi raatein
Kaisi batein khate the
man baahak hai, mail pyar ka
Sundar sapna foot gaya

Andhiyare se eak kiran ne
Jhank ke dekha sharmaye
Dhundli jab to yaad rahe
Kaisa tha chehra bhool gaya

Yaad ke khel mein aakar dilbar
Aisi kaari chhoot lagi
Dukh me sukh hai, sukh me dukh hai
Bhed hai ye nyara bol gaya

Sujh, bujh ki baat nahi hai
Manmauji hai mastaana
Lahar lahar se jo sir patka
Sagar gahra bhool gaya

Nagri, nagri fira musafir
Ghar ka rasta bhool gaya

Kya bhoola, kaise bhoola
Kyu puchte ho bas yun samjho
Kaaran dosh nahi hai koi
Bhoola bhaala bol gaya

Ooo nagi nagri fira musafir
Ghar ka rasta bhool gaya

 

Track Info*

Song Name – Nagri Nagri
Singer – Shankar Mahadevan
Lyrics – Meeraji
Music – Sneha Khanwalkar
Movie – Manto
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 31 Aug, 2018