O meri jaan, bol meri jaan
Arre o meri jaan, arre bol meri jaan
Teri aakhon ne jaane kya jaadu kiya
Main bhi gaya, mera dil bhi gaya
O meri jaan, bol meri jaan
O meri jaan, arre bol meri jaan
Tu neendon mein sapne piro gaya
Uss din se mujhe kuchh ho gaya
O meri jaan, bol meri jaan
Arre o meri jaan, arre bol meri jaan
Teri aakhon ne jaane kya jaadu kiya
Main bhi gaya, mera dil bhi gaya
Pyar jo kiya hai to bhulana na mujhe
Chhod jana na mujhe, tadpana na mujhe
Na chhodna mujhe, tadpana na mujhe
Pyar jo kiya hai to bhulana na mujhe
Chhod jana na mujhe, tadpana na mujhe
Mere pyar ko hai tera aasra
Aabad tujhse hai mera jahan
O meri jaan, arre bol meri jaan
O meri jaan, ho bol meri jaan
Tu neendon mein sapne piro gaya
Uss din se mujhe kuchh ho gaya
Har ghadi mujhe ab yehi kaam hai
Teri yaad hai ya tera naam hai
Ya teri yaad hai ya tera naam hai
Har ghadi mujhe ab yehi kaam hai
Teri yaad hai ya tera naam hai
Tere milne se dhadkan ne angdayi li
Dil ki tamanna huyi hai jawan
O meri jaan, bol meri jaan
O meri jaan, arre bol meri jaan
Teri aakhon ne jaane kya jaadu kiya
Main bhi gaya, mera dil bhi gaya
Khul gaye zindagi ke naye raaste
Tu mere waaste, main tere waaste
Tu mere waaste, main tere waaste
Khul gaye zindagi ke naye raaste
Tu mere waaste, main tere waaste
Aye mohabbat ke malik tera shukriya
Samjho agar mere dil ki zuban
O meri jaan, arre bol meri jaan
O meri jaan, arre bol meri jaan
Tu neendon mein sapne piro gaya
Teri aakhon ne jaane kya jaadu kiya
Main bhi gaya, mera dil bhi gaya
- Song Name – O Meri Jaan
- Singer – Kishore Kumar, Anuradha Paudwal
- Lyrics – Verma Malik
- Music – Laxmikant Pyarelal
- Movie – Jaani Dushman (1979)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1979
[/dt_vc_list]